तेरी शरण में आके, मैं धन्य हो गयाजन्मों की प्यास थी जो, मैं सम्पन्न हो गयातेरी शरण मे आके, मैं धन्य हो गयातुझको अपना बनाके, मैं धन्य हो गया
Teri sharan men ake, main dhanya ho gayaJanmon ki pyas thi jo, main sampann ho gayaTeri sharan me ake, main dhanya ho gayaTujhko apna banake, main dhanya ho gaya
कितने मिले अमीर यहाँ, कितने गरीबकितने मिले अमीर यहाँ, कितने गरीबपर आप मिल गये तो, धनवान हो गयातेरी शरण मे आके, मैं धन्य हो गया
Kitne mile amir yahan, kitne garibKitne mile amir yahan, kitne garibPar ap mil gaye to, dhanwan ho gayaTeri sharan me ake, main dhanya ho gaya
करना कभी ना दूर प्रभु, चरणों से आपकरना कभी ना दूर प्रभु, चरणों से आपचरणो के ही सहारे, मैं भव पार हो गयातेरी शरण मे आके, मैं धन्य हो गया
Karna kabhi na dur prabhu, charnon se apKarna kabhi na dur prabhu, charnon se apCharno ke hi sahare, main bhav par ho gayaTeri sharan me ake, main dhanya ho gaya
दुःख में तड़प रहा था प्रभु, मुद्दतों से मैंदुःख में तड़प रहा था प्रभु, मुद्दतों से मैंएक आपका सहारा, साकार हो गयातेरी शरण मे आ के, मैं धन्य हो गया
Dukh men tarap raha tha prabhu, muddton se mainDukh men tarap raha tha prabhu, muddton se mainEk apka sahara, sakar ho gayaTeri sharan me a ke, main dhanya ho gaya
तेरी शरण में आके, मैं धन्य हो गयाजन्मों की प्यास थी जो, मैं सम्पन्न हो गयातेरी शरण मे आके, मैं धन्य हो गया
Teri sharan men ake, main dhanya ho gayaJanmon ki pyas thi jo, main sampann ho gayaTeri sharan me ake, main dhanya ho gaya